Wednesday, November 17, 2010

EID-ul-AZHA par poem :D

eid ka chand jese hi nazar aya,
humne b bakra lene ka plan banaya,

no (9) din lage aik acha bakra dhundhne mai,
abba bole beta bakra hai ya apne liye dulhan hai dhundh k laya :D

eid se ek din pehle jo bakre ki ghar mai amad hui,
bacho ki fouj aur charay ki bharmar hui,

khidmatein, safai aur khilana pilana itna kiya,
bakre ko RAJA mahraja bana diya :p

AB eid ka din hai bakra ki agai hai shamat,
AKHIR BAKRE KI MAA KHER MANAEGI KAB TAK :DDDD

0 comments:

Post a Comment

Twitter Delicious Facebook Digg Stumbleupon Favorites More

 
Powered by Blogger